Top must have android apps in Hindi
Thursday, September 6, 2018
Add Comment
You Must have these android apps
To guys india me total 2018-2019 tak lagvag 470.09 million android users ho jyega. India me android users bhot tazi se grow ho raha hai.Ab to Jadaya tar computer ke kam android me hi ho jata hai. Jaise ki Video editing, Document scanning, file converting, blogging etc. to guys jaise jaise android users grow ho raha hai thik vayse hi Android apps ke market v bohot tazi se fal raha hai.Har din ek new app launch ho raha hai or jaise ki ab jio lgvag sab logo ke pas available hai isiliye download v kafi ho raha hai. Kuch log fizul ke apps install karke apna phone memory full karte hai to kuch log sirf important apps rakhna chate hai. Or jo log fizul k apps install karte hy fir bad me use uninstall v kar dete hai. Phir sahi apps k talash me internet me search karte rahete hai.
iss app ko maine first number pe rakkha because a sabse jyada highly recommended app lagta hai mujhe.
second me Maine Evernote app ko rakkha hai, kyun ki is app ke madat se aap koi v format ke note bana sakte hai jaise ki text, photos, audio, video or sketches etc. a ek cross-platform app hai matlab a app android, windows, Linux, mac savi operating system k liye mazud hai. Isliye apka note kahi se v access kar sakte hai, jise English me syncs kahate hai.
Jaise ki – “best android apps”
“top apps for android”
“must have apps”
“top 10 must have android apps” etc etc
To guys ap ko v lagta hai ki apko sirf important apps rakhna chahiye or apko samaj me nahi a rha hay konsa apps rakhu ya konsa apps na rakhu. to aap blkul sahi jaghe aye hai. Kyun ki Aaj main sirf most important apps k bare me disscuss karunga. Jo ki apko rakhna chahiye, jisse apko help milegi.
Thief tracker:
| Thief Tracker |
iss app ko maine first number pe rakkha because a sabse jyada highly recommended app lagta hai mujhe.
Maan lijiye aapka phone ghum ho gya, or jisne v chori kia uska photo turunt apke e-mail id per received to jata hai. To bataiye kisa lagega?
Jab chor chori karega to mobile ke password khol ne ki kusis zaroor karega. Usi wakt agar password teen bar galat daal dya to uska photo trunt kich liya jyega or apke email par photo ko vej diya jyga.
Evernote:
![]() |
| Evernote |
second me Maine Evernote app ko rakkha hai, kyun ki is app ke madat se aap koi v format ke note bana sakte hai jaise ki text, photos, audio, video or sketches etc. a ek cross-platform app hai matlab a app android, windows, Linux, mac savi operating system k liye mazud hai. Isliye apka note kahi se v access kar sakte hai, jise English me syncs kahate hai.
Google News & Weather:
Duplicate Files Fixer:
| Duplicate Files Fixer |
agar apke mobile me duplicate files hay or apko pata nahi hay to is app ko must install kare, kyun ki a app duplicate files ko scan karke delete kar deta hai or apka storage v free raheta hai.
Canva:
![]() |
| Canva app |
agar aap ek youtuber ya blogger hai to Canva k bare me zaroor suna hoga. Or agar apko nahi pata ki Canva kya hai. To main bata du a graphics Design ke kam ata hai jaise ki youtube banner, thumbnails, insta post create karna or v bhot kuch kar sakte hai.
Test News:
| Test News |
Secret Voice Recorder:
![]() |
| Secret Voice Recorder |
Duolingo:
![]() |
| Duolingo |
agar aap multiple language sikhna ka shok rakhte hai to Duolingo use kare. A app bilkul he free hai or is app k madat se aap apka speaking, reading, listening or writing skill strong kar sakte hai. Isse apka grammar or vocabulary mistakes v solve hota hai. Ise use kare or new language sikhe.
Amazon Kindle:
![]() |
| Kindle |
Book padna accha lagta hai lakin 1000 of book carry karna muskin hai to Amazon Kindle ka use kare ayaha par aap 1000 se v Jayda book buy ya download karke rakh sakte hai phir jab chahe tab pad sakte hai.
CamScanner:
![]() |
| CamScanner |
padne par use kar sakte hai.
Employment News in India:
![]() |
| Employment News |
a app basically unemployment logo k liye best hai isme apko government jobs k bare me news milta hai. Ayaha par ap apna area select kar sakte hai, har new jobs ke notification apko milte rahenge.
Eye Saver app:
| Eyes Saver |
Google translator:
| Google Translator |
Google Drive:
| Google Drive |
mujhe jitna pta tha android important apps k bare me maine share kar diya. Lakin or bhi kuch apps hai joki important hai. But mujhe a sara apps jyada important lagta hai islye share kar diya.
To guys agar aplogo ko lagta hai ki maine kuch miss(apps k naam) kar diya jo ki iss post me likhna tha to aap niche comment karke zaroor bataye. Main apna post update kar dunga.
Final word: to Dosto faltu ke apps install karne se accha hai kuch important apps install karke rakhe jo ki bad me kam me aye. Or apna internal storage v thoda free rahe.
Har bar ki tarha maine apne blog me kuch useful information share karne ki kusis ki hay. Agar apko a post useful lagta hai to comment me zaroor bataye. or apne dosto se share zaroor kare. kyun ki sharing free hai iske liye koi paisa nahi lagta dosto.
Thank You Dil se…








0 Response to "Top must have android apps in Hindi"
Post a Comment